Habibe Khuda ka Nazara karun Men - Naat Lyrics

Habibe Khuda ka Nazara karun Men - Naat Lyrics Urdu...

اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلٰی مُحَمَّدٍ وَّعَلٰٓی اٰلِ مُحَمَّدٍ کَمَا صَلَّیْتَ عَلٰٓی اِبْرَاھِیْمَ وَعَلٰٓی اٰلِ اِبْرَاھِیْمَ اِنَّکَ حَمِیْدٌ مَّجِیْدٌ

اَللّٰھُمَّ بَارِکْ عَلٰی مُحَمَّدٍ وَّعَلٰٓی اٰلِ مُحَمَّدٍ کَمَا بَارَکْتَ عَلٰٓی اِبْرَاھِیْمَ وَعَلٰٓی اٰلِ اِبْرَاھِیْمَ اِنَّکَ حَمِیْدٌ مَّجِیْدٌ

Habibe Khuda ka Nazara karun Men, Dil-o-jan Un par Nisara Karun Men


Teri kafshe pa yu savara karun men
Ke palko se usko buhara karun men

Mera deen-o-iman farishte jo puche
Tumhari hi janib ishara karun men

Yeh ek jan kiya hai agar ho karoron
Tere nam par sab ko wara karun men

Tere nam par sar ko qurban karke
Tere sar se sadqe utara karun men

Men kiyu ghair ki thokre khane jao
Tere dar se apna guzara karun men

Dam-e-wapsi tak tere geet gau
Muhammad Muhammad

Muhammad Muhammad
Muhammad Pukara karun men

Tera zikr lab par Khuda dil ke andar
Yuhi zindagani guzara karun men

Khuda khair se laye wo din bhi Nuri
Madine ki galiya buhara karun men

Habib kkhuda nazara karoon mein

Dil o jaan un par Nisar karoon mein

Teri kafash pa yun sanvara karoon mein
ke palkon se is ko b_hara karoon mein

Teri rahmaten aam hain phir bhi pyare
yeh sadmaat furqat sahara karoon mein

Mujhe apni rehmat se to apna kar le
siwa tairay sab se kinara karoon mein

Mein kyun ghair ki thokrain khanay jaoon
tre dar se apna guzaraa karoon mein

Salasil masaaib ke abrow se katu
kahan tak masaaib gawara karoon mein

kkhuda ra ab aao ke dam hai labon par
dam واپسیں to nazara karoon mein

tre naam par sir ko qurbaan kar ke
Tere sir se sadqa utaara karoon mein

yeh ik jaan kya hai agar hon کروروں
tre naam par sab ko vara karoon mein

Mujhe haath aaye agar taaj Shahi
tri kafash pa par نثارا karoon mein

tra zikar lab par kkhuda dil ke andar
yuhin zindagani guzaraa karoon mein

Dam واپسیں tak tre geet gaon
Mohammad Mohammad puraka karoon mein

Tre dar ke hotay kahan jaoon pyare
kahan apna daman پسارا karoon mein

Mera deen o ayman farishtay jo poucheen
tumhari hi janib ishara karoon mein

Kkhuda aisi qowat day mere qalam mein
ke بدمذہبوں ko sdhara karoon mein

jo ho qalb sona to yeh hai سہاگا
Tri yaad se dil nkhara karoon mein

khuda aik par ho to ik par Mohammad
agar qalb apna do Para karoon mein

kkhuda kher se laaye woh din bhi نورؔی
madeeney ki galian b_hara karoon mein

Saba hi se نورؔی salam apna keh day
siwa is ke kya aur chara karoon Meim 

Tohid_Ashrafi...





Instagram I'D  @gulame_panjatani  Link As Under ⬇️

I'm on Instagram as @gulame_panjatani. Install the app to follow my photos and videos. https://www.instagram.com/invites/contact/?i=rukkyaqshe78&utm_content=5l9mhbr

Comments

Popular posts from this blog

Sarwara Shaha karima dastagira Ashrafa Lyrics ( Ashrafi Taraanaa )

Khuda Ki Azmatain Kya Hain Lyrics

कुछ ऐसा कर दे मेरे किर्दगार आंखों में | Kuchh Aisa Karde Mere Kirdigar Aankho Me Lyrics