Lap Pe Ati Hai Dua Ban Ke Tamanna Mer Lyrics

 Lab Pe Ati Hai Dua Ban ke Tamanda Mer


Lap Pe Ati Hai Dua Ban Ke Tamanna Meri
Zindagi Shamma Ki Surat Ho Khudaaya
o mere dam se yun hi mere watan ki zinat 
Jis tarah ful se hoti hai chaman ki zinat 

Zindagi ho meri parawaane ki surat ya rab 
Ilm ki shamma se ho mujhako mohabbt ya rab

Ho mera kaam garibon ki himaayat karana
Dardamndon se zifon se mohabbat karana

Mere allaah buraai se bachaana mujhako 
Nek jo raah ho us rah pe chalaana mujhako
Submitted By Tohid_Ashrafi 

Comments

Popular posts from this blog

Sarwara Shaha karima dastagira Ashrafa Lyrics ( Ashrafi Taraanaa )

Khuda Ki Azmatain Kya Hain Lyrics

कुछ ऐसा कर दे मेरे किर्दगार आंखों में | Kuchh Aisa Karde Mere Kirdigar Aankho Me Lyrics